Top 23 Apps Similar to Dosron per jado
Khwab Ki Tabeer 1.3
Is app me apnay har khwab ki tabeer janiye. khwab jo kahhamarizindagi mein buhat muqaam rakhte hain un ki tabeer kay ilmkay liyebuhat mufeed app. kisi ko apna khwab suna kar ulti seedhitabeerlene se behtar hay kay is app me asal baat ka pata chalayajaye,agar khwab acha hay tu khushi warna anay wali kisi bhi aafatkotaalnay kay liye sadqa kherat aur ALLAH se dua ki jaye.
Hazrat ALI Kay Aqwal 1.7
Is app me hazrat ALI (R.A) kay aqwal aur iskayilawa buhat se sunehray aqwal shamil hain. jin ko aghar humapnizindagi mein amli toor pe shamil kar lein tu akhirat o dunyakikamiyabi hasil ki ja sakti hay.Mazeed samajnay aur parhne kayliyedownload kijiye. Khud bhi parhiye aur is app kau zariya selogon kobhi share karen.
Shahadat-e-Hussain R.A 1.1
Karbala kay waqia ko na koi bhula sakta hayaurna bhulaya ja sakta hay. musalmano kay ilawa bhi sabh mazhabiswaqia ki azeem shahadaton ko salam karte hein. hazrat HUSSAINR.Aki shahadat ne hamaray liye aik aisi misaal qaim kar di kay jissayapni zindagi ka asal maqsad hum hasil kar sakte hein, mazeedjaniyeaur naseehat lijiye is app mein.
Aqwal-e-Zareen 1.0
Is app me janiye woh aqwal jin ko samajhkarhum kamiyabi ki bulandion ko chu sakte hain.RASOOL ALLAH (PBUH) kay farmudat, jin me kamiyabi hi kamiyabihay, aur hazrat abubakar R.A . hazrat umar farooq R.A aur buhatsesahaba hazraat jinhon ne islam aur insaniyat ko bachanay kayliyeapni jaanon ki parwa bhi na ki.jo bhi baat kah dein hamaray liye us me barkat aur khair hihogi,inhi subh baton me se kuch samait kar is app me shamil ki gaehain,khud bhi parhen aur doston ko bhi parhaen.
ALLAH HUMMA 1.3
Dua ka matlab nida aur pukar kay hain. duaaurnida kay matlab aik dosray kay liye bhi istimal hotay hain.tamamANBIA A.S ne ALLAH se direct dua mangi hay. darmian me koiwasta yawaseela nahi dala. NABI (PBUH) NE farmaya kay dua hiibadathay.Duaon kay mozuh par banai gae ye app bhi isi silsilay ki aikkarihay. humen chahiye kay isay poray khuloos kay sath parhen, aurispar amal kay liye khud ko tayyar karen, aur dosron ko bhihameshaduaon ki targheeb dein.
Quran Kay Kamalat 1.0
Is app me QURAN ke ihkamat jin par hamenamalkar kay dunya aur akhirat ki kamiyabi hasil ho sakti hay yesubhjaniye. QURAN ki har baat hamaray liye sabaq aur barkat ka baeshay, is app me kuch un baton per roshni dali gae hay jin ka ilmhamenbuhat faida deta hay, apni zindagi aur akhirat par aiman kitaazgia, imaan aur salih imaan jesi subh baton ko samajnay kay liyebuhatmufeed app.
Kalay Jadu Ka Ilaj 1.1
Kala jadu jo kay aik haqeeqat hay is ko apnanay walay imaansekharij jo jatay hain. islam mein is ki buhat zyada mumaniyathay.is ko karnay walay aur karanay walay dono hi iman se kharij hokarkufr mein shamil ho jatay hain.isay aam toar par dosron ko nuqsan pohanchanay kay liyeistimalkia jata hay. jabh kay ye buhat hi bura amal hay. is kiasalhaqeeqat kya hay. kesay is se bacha jaye . kya wazaif parhejaen,ye subh janiye is app mein.main biwi mein na ittafaqi ,saas bahu ki larae, karobarkibandish, aulad ka na hona, ghaleu pareshanio ka hal ,bemarionkailaj na hona ye subh is kay aham topic hain jin ko log dosronkayliye istimal karte hein.mazeed samajnay kay liye parhein ye app aur share kareinapnayfriends aur famlily ki khowledge kay liye. kay islam ki roshnimeinis ka ilaj kesay mumkin hay.
Fazail e Namaz 1.0
Is app me namaz kay fazail kay baraymainjaniye. un subh baton kay baray main k jin ko jaan kar humapninamazein na sirf durust kar saktay hain balkay dosron ko bhisikhasaktay hain, woh subh batain k jin kay bina namaz ya tu hotihinahi ya phir sawab kam milta hay, khud bhi parhiye aur dosronkobhi parhaiye , ALLAH hum subh ko namaz ki tofeeq day.
Iftar Recipes 1.1
Is app me janiye tariqay Ramadan mekhanaypakanay kay. nae recipes jin me samosa patti samosa roll. aurfruitchaat , dahi bhalay , biryani , motton , chicken . aur beefkaybuhat say khanay. eid tak is app me likhay khanay banen aurkhudbhi khaen aur dosron ko bhi is kay baray mein batain, ALLAHhumsubh ko RAMAZAN KAREEN ki barakat day.
Faizan e Ramazan 1.0
Ramzan kareem ka mahina barkaton aurrehmatonka mahena hay. is muqadis mah mein ALLAH ki taraf se khasrehmathoti hay, is mah kay naik amaal ka sawab bhi buhat hi zayadamiltahay.Buhat si ahadees se sabit hay kay is mah mein zayada sezayadaibadaat aur naikian karni chahiyen. isi silsilay se juri yeaap jisme ramazan ul mubarik kay faiz o barakat ikatha karnay kotarjeehdi gae hay.1st ramzan se aakhiri ramadan tak kay mukhtasir amaal owazaifjin ka buhat zayada ajar hay bayan kiye gaye hain. ALLAHhamen ismah ki rehmaton se nawazay. khud bhi parhen aur dosron kobhi is kitargheeb karen.
Rohani Amliyat 1.0
Rohani amliyat mein ALLAH kay namon se bataye gaye aamal kayzarayese deni o dunyavi mushkilat ka hal janiye. aur apni zindagimeinALLAH kay naam ka zikar kasrat say karen, in meinamliyat-e-rehmat,salamti kay aamal, amliyaat-egalba, ilaj kay liye,qabar mein rahatkay liye, jadu say bachao kay liye, har kaam meinbarkat kay liye,halal rizq main izafay kay liye aur bhi buhat sefawaid hasilkarnay kay liye tariqay bataye gaye hain. ALLAH hameinnaik amal kitoafeeq day.
Jinnat Ka Postmartum 1.0
Is app me jinnat kay bare me harmaloomatislami lehaz se shamil ki gae hai. ye ak behtareen kitabhai arisme mojod topis me:Ilme najoomilme kahanat ki sharae hasiyatzast shanasi ki sharae hasiyatqyafa shanasi ki sharae hasiyatfeham o frasat ki sharae hasiyatbad shaguni or Nahoosat ki sharae hasiyatFaal ar ishtkhara ki sharae hasiyatilme ramal ar uski sharae hasiyatJado ki haqeeqat ar sharae hasiyatjinaat, jado aur shayateenkamyab Rohani ilaaj kay tareeqedam, taweez aur rohani ilaj ki haqeeqatbiyan kye gae hain is book se apko bohat maloomat ar faidahasilhosakta hai.khud b rate kare ar share b karain.