Top 1 Apps Similar to Alamat e Qyamat Nazool e Masih

Allah Kay 10 Paighambar 3.0
Iss koshish ka maqsad yeh hai k mazhab kbaraymain logon k liye aisa raasta waziah kiya jaye jo haqeeqatsayqareeb ter ho. Aksar aisa hota hai k log mazhab ko samajhnaaykliye historians, Psychologists, Scientists and Philosopherskijanib rujoo kertay hain Aur oon main say kisis ki raaye ktehatmazhab ki haqeeqat k baaray main koe tasawwer qaaim kertayhain. Issay barh ker aur ghair ilmi andaz kiya ho sakta haai! Kyonk apniaap zindgi main hamain jub kisi "shair" ko samajhna ho to humkabhitabeeb ka rukh nahin kertay aur agar jaraahi ka fun seekhna hotohum kabhi b engineer ki taraf mutwajja nahin hotay.Is kitab main is baat per zor diya gya hai k Mazhab kosamajhnayk liye Anbiya alaihi salatu wassalam k hawalay say ghorkiyajaye.Yeh kitab isi ilmi andaz e nazar aur Tareek e Kar kimissalhai. Is main jin 10 Paighmbarn A.S ka zikr e khair hai wohyehhain:1. The Beloved prophet of Allah Hazrat Muhammad S.A.W2. Hazrat Noah A.S3. Hazrat Hood A.S4. Hazrat Ibrahim A.S5. Hazrat Yousaf A.S6. Hazrat Shoaib A.S7. Hazrat Moses A.S8. Hazrat Suleman A.S9. Hazrat Younas A.S10. Hazrat Esa A.S