8.0 / Apr 7, 2018
(0/5) ()

Description

This Urdu app illustrates "How to increase earning or livelihood"

App Information Rizq Ki Kushadgi (How to incre

  • App Name
    Rizq Ki Kushadgi (How to incre
  • Package Name
    com.aafi.rizqchapparphaarkerayega
  • Updated
    Apr 7, 2018
  • File Size
    Undefined
  • Requires Android
    Android 4.0.3
  • Version
    8.0
  • Developer
    Aafi Technologies
  • Installs
    -
  • Price
    Free
  • Category
    Books & Reference
  • Developer
  • Google Play Link

Rizq Ki Kushadgi (How to incre Version History

Select Rizq Ki Kushadgi (How to incre Version :
  • 5.0 (5)
  • Rizq Ki Kushadgi (How to incre 5.0 APK File

    Publish Date: 2017 /1/20
    Requires Android: Android 4.0.3+ (Ice Cream Sandwich, API: 15)
    File Size: 13.6 MB
    Tested on: Android 6.0 (Marshmallow, API: 23)
    File Sha1: 0926e8efd6c6b0a2a4a58662d5634067d4c1d040
    APK Signature: 741126b1185573652c77bd6308532c5d1e6482b3

Aafi Technologies Show More...

Ilm ul Aadaad (Numerology) 7.0 APK
Numerology is the science of numbers likeMathematics and Statistics. But there is a prominent difference.Numerology is the knowledge of the unseen and of forecastingthings. It is highly related with astrology, palmistry and someother secret know ledges.Ilm e Najoom is ki rehnumaae kert hai. Math and Statictics ka ilmscience say hai jo aadaad kay ilm say mutaliq hai but thora bohattaluq paisheen goe say bhi hai. It is very correct that Statisticshelp us to predict some things in future if and only if we know allthe history of the single person. But on the other hand Numerologygives us knowledge of the secret things from the future of anyperson or any nation.
Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah 4.0 APK
Introduction and family Lineage:Huzoor Muhammad Baqi Billah Qudas Sarrah Naqshbandiya Silsila eTareeqat kay aik boht he azeem, buland paaya aur darakhshandabuzurg hain jin kay dam kadam say Naqshbandiya silsila e tareeqatsub continent main pohncha. He is the spiritual guide (Murshid) ofHazrat Shaikh Ahmad Sirhindi R.A (who is also known as HazratMujaddid Alf Sani R.A).He belonged to a Turkish family as his father was from a Turkishfamily tree which is known "Khilj". "Baqi Billah" Hazrat Khawaja kalaqab he kehna chahiye aur yeh isliye howa hai kay apko ittibaa ekamil ki badolat Bajuz haq Subhanawatala aur koe matlab he na thaso he is called "Baqi Billah". He was born on 971 Hijri, as on 1563eeswi and this was also the very year in which his spiritualdisciple Hazrat Mujadid Alf Sani R.A was born on.Education:Ap ko beginning say he hasool e taleem ka janoon tha. So hasool eilam ki manzilain barri he taizi say taih kernay lagay. But aik dinaik majzoob nay following Persian Poetic piece perh ker apki duniyahe badal di:"War kanzo hadaiya natwaan waid KhudaraAaena e dil been k kitabay bay azeen neest"Ap ko Aaena e dil daikhnay ki lagan sawaar ho gye aur yeh lagan apko najaanay kahan kahan liye phirti rahi. Aik bay karari the kchain na lainay daiti the. Kitnay hi buzurgon kay aastanon perhaazri de. Aur kitni he basharton say sarfaraz howay aur aaena edil ko itni jila de keh haqeeqat ka sahih aqs is main nazar aanaylaga.In such type of ecstasy and travelling, it is said kay HazratKhwaja Bahauddin Naqshband R.A aalam e az khood raftagi main ap kaysamanay aaye aur ap nay oon say faiz hasil kiya.Caliphate:Sufi dervaish Hazrat Khwaja Amkangi R.A was met him in the dreamand narrated:"My eyes are waiting for you....!"Aur unhon nay ap ko khalipha bna ker Hindustan bhaij diya. AurHindustan ja ker Ap nay Hazrat Mujaddid alf Sani R.A ko dhoond kerKharqa e Khilafat say nawaza aur unhain salook ki manazil withintwo and half months main tay kerwa deen. Aur iski aitraaf HazratAhmad Sirhindi R.A nay khud kiya hai.Wisaal:After that Hazrat baqi Billah nay apnay mureedain aur ehl o ayyalko ap kay hawalay kiya aur Allah ka daaimi wisaal paa gaye. Ap kawisal 1603 yani 1012 Hijri ko howa. It means he lead a life of just40 years.In this application, apki sawaneh hayat ko Urdu main likha gya haiaur apka kay kalaam ki collection as it is Persian language mainshamil ki gaye hai.
Islam Main Ghurbat Ka ilaj 3.0 APK
Tareekh kay her daur main yeh masla zair ebehas raha. Tamaam mazahib nay apnay nuqta e nazar kay tehat is kailaj paish kiya hai. Islam ka economic system boht zyada wussat kahamil hai. Is muskhtasir si kitab main Islami iqtasadiyaat kay oosmakhsoos hissay say behas ki gaye hai jis ka taluq ghareebi auruskay ilaj say hai jis main ghareebon kay haqooq aur khaas taur perunkay resources per roshni daali gye hai. Jin kay saharay samaaj kayeh pasmaanda tabqa chain ka saans lay sakay.Is main mukhtalif mazahab kay nazriyat kay zariye ghurbat kodiscuss kiya gya hai:Maseehi Moaqaf, Jabriya ka moaqaf, Khairaat say Ghareebi Ka ilaj,Sermaya daron ka moaqaf, fastaaee zahniyyat.Ghareebi aur Islam kay chapter main following topics discuss kiyegaye hain:Ghurbat eeman kay liye khatra, Iska Ikhlaq per asar, insaani afqaarper asar, khandaan per asraat, samaaj per asraat, qismat ka bahanaaur taqdeer ka sahih mafhoom, qanaat ka ghalat mafhoom, qanaat kiyahai, Ghareebi aur Khairaat, ishtarakiyat aur islam.
Telepathy..How to Read Minds o 8.0 APK
By this Urdu app, You'll be able to learn mind of other persons youmeet in Urdu
Low Cholesterol Walay Khanay 3.0 APK
Hum main say bohat say log cholesterol kaybaray main aur hamaray dil per uskay asraat kay baaray maintashweesh ka shikaar hain aur in kay minds main is hawaalay sayboht say sawaal ser uthatay hain. Achi sehat kay liye kisi qadartak hamain cholesterol ki zaroorat hoti hai but iski ziyadati dilki beemariyon main mubtala ker daiti hai. Is liye yeh zaroori haikay cholesterol kay levels ko measure kiya jaye aur yeh measurementjini jaldi ki jaye usy kadar behtar hai."Kam Cholesterol Ki Haamil Recipes" bil khasoos aisy logon kayliye paish ki gaye hain jo is baat per amal kertay hain kay"Perhaiz ilaj say behtar hai". In saari recipes main chiknaaee kihaamil khoraakain for example makhan aur paneer shamil nahin hain.Kyon kay yeh khoraakain khoon main cholestrol aur sodium kay levelsizafa kerti hain.
Gadareya 3.0 APK
Yeh application Ashfaq Ahmad kay 9 mashhoorfollowing afsaanon ki collection hai:>>Gadareya>>Gul Tariya>>Tinka>>Haqeeqat Nevash>>Toshay Balay>>Safdar Thailaa>>Ujlay Phool>>Barkha>>El Veera
Alamat e Qyamat Nazool e Masih 3.0 APK
Yeh kitaab 3 parts main divide ki gye hai:Part 1 : Maseeh A.S Ki Pehchaan, Alamaat e Maseeh Ka AjmaaliNaqshaPart 2: Nazool e Maseeh A.S ki Ahaadees e Matwaatra withtranslation, Woh Ahadees jo aayimma e Hadees nay "Sahih" qarardeen, Woh hadiths jinhain Aayimma e Ahadees nay apni kitaabon mainrawaayt kiya aur oon per sakoot fermaya, Asaar e Sahaaba otaabiyeen az hadees,Part 3: Alamaat e Qyamat per aik tehqeeqi maqala, Alamaat eQyamat ki ehmiyyat, in alamaat ki kafiyyat, alamaat ki 3qismain:a. Alamaat e Baeeda : Fitna e Tataar, Naar ul Hijaaz.b. Alamaat e Matwassitac. Alamaat e QareebaIss kitab ka third part following topics per bhi roshni daaltahai:Imam Mehdi A.S. , Kharooj e Dajjal say pehlay kay waaqiyat,Kharooj e Dajjal, Dajjal Ka Huliyah, Nazool e Hazrat Eesa A.S. Apkahuliya Mubarik, Waqt e nazool aur maqam e nazool aur Imam Mehdi,Dajjal say jund aur qatl e dajjal aur Muslims ki fateh, Yajoojmajooj ki halakat, Hazrat Eesa A.S KA Nikah aur Aulad, Apki wafaataur jaansheen, Dhunwwa, Sooraj ka Maghrib say taloo hona, Yaman kiaag, Momineen ka wisaal aur qyamat.
Afaat e Nazar Aur Unka ilaj 3.0 APK
Allah has blessed the human beings withcountless blessings.One of these blessings is eye. Aankh qudrat kaaik qarishma hai aur yeh apnay Creator ki aik zinda o paaindamisaal hai. Yeh go apnay madaar main muskhtasir sa haasa aur jismka aik nazuk hissa hai magar Allah Paak nay is main aisi taqat,latafat, taizi aur phurti bher di hai keh insaan is ki badolatlamha bher main farsh o falak kay darmayan un gint ashiyaa kanazaara karta hai.Iss app main Quran o Sunnat aur asaar e salaf ki roshni mainankh say paida honay walay fitnon aur unkay anjaam say khabardaarkiya gya hai. Aur in say bachnay aur mehfooz rehnay ka tareeka ekar ka bhi zikar kiya gya hai. Iss ko perh ker Ankhon say paidahonay wali afaat say bachiye.