hourglass_full Your download should start automatically in a few seconds...

Download Fazail e Tauba Gunaho ki Mafi_Latest Version.apk from Apk-Dl Server

Thank you for using Apk-Dl.com to download the apk file (Fazail e Tauba Gunaho ki Mafi_Latest Version.apk),

If the download doesn't start automatically in a few seconds, please click here to access the download URL directly.

Note: Download and save the apk file to your Android Phone's SD card and install it manually onto the Android device.

Description

Tauba Krnay ki bhut fazeelat ha lakin agrsuchy dil aur niyat se ki jae to. Tauba karna her sakhs par farzha, jo apni taraf se honey walay gunaho ko jaan lay, chahy wogunahe kabira ho ya phr gunah sagera, aur tauba tmam faraiz ki asalha. Hazrat Sufiyan Farmaty hn:
Tauba is Umet par ALLAH (azw) ki Namaton main se 1 nemat ha Jo kpichli Umeto par na thi, aur Bani Israel ki Tauba khud ko Qatalkarna thi.

Ramazan ka Mubarak mahina hai is mahine k taaluq se nabi(pbuh) nefarmaya k jisne ye mahina paaya aur usne apni maghfirat na karwaliuspar laanat hai.(sahih bukhari).aur isi tarha Allah taala quran mefarma raha hai k " aye iman walo! Allah taala k huzoor sacchi taubakaro ".(tahreem - 8)is liye hame is Mubarak mahine me apni ki gayiqataon se tauba karni chahiye take hamari bhi maghfirat is Mubarakmahine me hojaye.
Gunahaon ko haqeer samajhna:
aksar ye dekha jaata hai k log apne gunahaon ko haqeer jante hainaur kahte hain k aaj k daur me ye to koi bara gunah nahi hai.log isse bare bare gunah karte hain.laikin hazrat anas raziAllahu anhufarmate hain k " tum aise kaam karte ho jo tumhari nazraon me baalse bhi chote hain jabke hum inhe nabi(pbuh) k zamane me halaakkardene wale shumar karte thei.(sahih bukhari).
Isi tarha ibn e masood raziAllahu anhu farmate hain k " momin apnegunahaon ko yun dekhta hai jaise woe k pahar k daaman me baithaho.aur darta hai k kahin wo ispar gir na pare.
Tauba ki sharayat:
Tauba ki chund ek sharayat jo ulma aur salf saaleheen ne batlaayihain wo ye hain.
1. Is gunah ko fauran turk kia jaaye.
2. Apne gunahaon par naadim ho.
3. Aayinda se wo ye kaam na karne ka pukhta ahad kare.
4. Jinpar isne zulm kia hai.inke huqooq wapus kare ya inse muafimaang le.

Allah kitna raheem hai k usne 100 logaon k qaatil ko bhi muaffarmadia to hame kyun nahi karsakta.isliye hame ziada se ziada ismah me tauba o astaghfaar karte rahna chahiye taake hamari bhimaghfirat hosake.

App has these functionalities:

1) HD format images
2) Full listing.
3) Easy navigation between the pages
4) Easy User interface.
5) Pinch To zoom the pages
6) You can swipe to change the page

More Surah like SURAH YASEEN( Yasin the Heart of QURAN Shareef),Surah Mulk, Surah Sajdah, Surah Mariyam, Surah IKHLAS, Surah Toba,Surah Kahf, Surah Waqia, Surah Rehman, Surah Fateh, Surah Muzamil,Surah Yusuf, Surah Bakra, Surah Surah Waqia, Surah Muhammad, SurahJin and Quran e pak Rabi ul awal melad e mustafa, jashne eid meladun nabi, learn beauty parlor course in urdu, learn english in urduin 10 days only, weight loss tips, darood taaj (tajj), YajoojMajooj(sign of the day of judgment), car racing game, monster truckracing game, learn about namaz, Namaz ka Darust tareeka, MukamalNamaz, learn how to offer the prayers, Apna Wazan kam karen weightloss tips, 6 Kalmy, Wozo ka tarika, Hussan e Muhammad SAW, JamalMustafa, Darood e Taj(Taaj) , Learn English,Azaan k jawab ka sawab,99 Allah Names(Asma Ul Husna) in English, Qurani Wazaif In UrduLanguage, 99 Allah Names(Asma Ul Husna) in Urdu/Arabic, Six Kalmai,Taharat Ka Biyan, Wazo ka Tariqa, Gussal ka Tariqa, Tayammum KaBiyan, Namaz Ka Biyan, Namaz e Jumma, Namaz Ki Niyyat, Azan,Takbeer ya Akamat, Azkar e Namaz, Tasmeeh, Namaz Ka Tariqa, Mard arAurat ki Namaz ka farq, Guide of All Namaz, Masnoo Duaeen, Ramazanki fazeelat, Ramazan k masail, Zakat k masail aur fazail, FalnamaHazrat Ali etc from this forum.