hourglass_full Your download should start automatically in a few seconds...

Download Namaz Ka Tariqa Videos_Latest Version.apk from Apk-Dl Server

Thank you for using Apk-Dl.com to download the apk file (Namaz Ka Tariqa Videos_Latest Version.apk),

If the download doesn't start automatically in a few seconds, please click here to access the download URL directly.

Note: Download and save the apk file to your Android Phone's SD card and install it manually onto the Android device.

Description

NAMAAZ KA TAREEQA

FARZ NAMAAZEIN:

2 RAKAAT FARZ (FAJAR)1 st RAKAAT

Pehlay niyyat karien : (innee wajjahtu…….)2 rakaat namaaz FARZFAJARkiada karta/karti hoon, Allaah kay waastay muuh mera kaabashareefki taraf

Phir TAKBEER kahein : Allaahu akbar (takbeer kehkarhaatbaandlayaur………)

Phir SANA padhein (Subhaana kal’laa hum’ma………………………… jad’dukawalaae laaha ghai-ruk)

Uskay baad TA’AWUZ
(
A'oozu bil laahi minash shaitaan nir rajeem) aurTASMIYAH
(
Bismil’laah hir rahmaan nir raheem) padhein

Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhayjaisaySUREFEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah

Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein (phir doosri rakaat kayliyekhadayhojaaye)2 nd RAKAAT

Pehlay TASMIYA padhay

Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein aur baith jaayein

Uskay baad TASHAHUD padhay aur DUROOD E IBRAHEEM padhayauraakhirmein DUA E MASOORAH padhkar SALAAM phairein donotaraf(END)

4 RAKAAT FARZ (ZOHAR / ASAR / ISHAAN)1 st RAKAAT

Pehlay niyyat karien : (innee wajjahtu…….)4 rakaat namaaz FARZZOHARkiada karta/karti hoon, Allaah kay waastay muuh mera kaabashareefki taraf

Phir TAKBEER kahein : Allaahu akbar (takbeer kehkarhaatbaandlayaur………)

Phir SANA padhein

Uskay baad TA’AWUZ aur TASMIYAH padhein

Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhayjaisaySUREFEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah

Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein (phir doosri rakaat kayliyekhadayhojaaye)2 nd RAKAAT

Pehlay TASMIYA padhay

Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhayjaisaySUREFEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah

Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein aur baith jaayein

Uskay baad TASHAHUD padhay aur (phir teesri rakaat kayliyekhadayhojaaye)3 rd RAKAAT

Uskay baad TASMIYAH padhein

Phir sirf SURE FATIHA padhay

Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein (phir chouthi 4 th rakaatkayliyekhaday hojaaye)

4 th RAKAAT

Pehlay TASMIYA padhay

Phir sirf SURE FATIHA padhay

Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein aur baith jaayein

Uskay baad TASHAHUD padhay aur DUROOD E IBRAHEEM padhayauraakhirmein DUA E MASOORAH padhkar SALAAM phairein donotaraf(END)

3 RAKAAT FARZ (MAGHRIB)1 ST RAKAAT

Pehlay niyyat karien : (innee wajjahtu..)3 rakaat namaazFARZMAGHRIB kiada karta/karti hoon, Allaah kay waastay muuhmerakaabashareef ki taraf

Phir TAKBEER kahein : Allaahu akbar (takbeer kehkarhaatbaandlayaur………)

Phir SANA padhein

Uskay baad TA’AWUZ aur TASMIYAH padhein

Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhayjaisaySUREFEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah

Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein (phir doosri rakaat kayliyekhadayhojaaye)2 nd RAKAAT

Pehlay TASMIYA padhay

Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhayjaisaySUREFEEL/SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah

Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein aur baith jaayein

Uskay baad TASHAHUD padhay aur (phir teesri rakaat kayliyekhadayhojaaye)3 rd RAKAAT

Uskay baad TASMIYAH padhein

Phir sirf SURE FATIHA padhay

Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein aur baith jaayein

Uskay baad TASHAHUD padhay aur DUROOD E IBRAHEEM padhayauraakhirmein DUA E MASOORAH padhkar SALAAM phairein donotaraf(END)
SUNNAT NAMAAZEIN•
4 RAKAAT SUNNAT (ZOHAR / ASAR / ISHAAN SAY PEHLAY KI)1stRAKAAT

Pehlay niyyat karien : (innee wajjahtu.) 4 rakaat namaazSUNNATZOHAR kiada karta/karti hoon, Allaah kay waastay muuhmerakaabashareef ki taraf

Phir TAKBEER kahein : Allaahu akbar (takbeer kehkarhaatbaandlayaur)

Phir SANA padhein

Uskay baad TA’AWUZ aur TASMIYAH padhein

Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhayjaisaySUREFEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah

Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein (phir doosri rakaat kayliyekhadayhojaaye)
Salat Ka Tareeqa Sunni/Brailvi/Hanfi
Further you can discuss with Ulma Karam.